jo jaan se tha pyara,
jisse mana tha hamne khuda,
wo khuda na jane kyu nikla bewafa,
socha tha waqt ke sath sab bhar jate hai,
malum na tha ,tuta dil tut kar aur bikhar jata hai.
Yekin nhi ho saktha koi yesa kar sakta hai,
dil hamara nikal kar ,
usse khanjar se kuret sakta hai,
lagta hai unhe hum tut jayege,
bacche todi hai jo jindgi se rut jjayege.
1 Comments
Nice
ReplyDelete